Tuesday, March 23, 2010

noor e khuda....

Ajnabi mod hai,
khwaf har ore hai ..
Har nazar pe dhua cha gaya
Pal bhar mein jaane kya kho gaya
Aasman sard hai,
aanhein bhi sard hai …
Tan se saya juda ho gaya

Pal bhar mein jaane kya kho gaya

Saans ruk si gayi,
jism chil sa gaya

Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

Noor e khuda, noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda, noor e khuda
Yun na humse nazarein phira

Noor e khuda, noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda, noor e khuda
Yun na humse nazarein phira …
Noor e khuda ..

Hoo nazarein karam, pharmahi de--
Oo deen o dharam, ko jagai hi de......
Oo jalti huyi tanhaiyan,
ruthi huyi parchahiyan
Kaise udhi ye hawa,
chaya ye kaisa samaa
Hmmm rooh jum si gayi,
waqt tham sa gaya..
Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya..

Noor e khuda, noor e
khuda Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda, noor e
khuda Yun na humse nazarein phira …
Noor e khuda...

No comments:

Post a Comment